Duration 8:45

छ. ग. रोजगार पंजीयन कैसे करें मोबाइल से | cg rojgar panjiyan renewal kaise kare 2024

Published 17 Jan 2024

छ. ग. रोजगार पंजीयन कैसे करें मोबाइल से | cg rojgar panjiyan renewal kaise kare 2024 | cg rojgar panjiyan new update 2024 | cg rojgar panjiyan id password kaise banaye 2024 | रोजगार पंजीयन नविनीकरण बेरोजगारी भत्ता Your Questions: cg rojgar panjiyan renewal kaise kare cg rojgar panjiyan id password kaise banaye cg rojgar panjiyan X 10 no kya hai cg rojgar panjiyan forgot password cg berojgari bhatta letest news cg berojgari bhatta december payment cg rojgar panjiyan print out kaise nikale cg rojgar panjiyan forgot id password kaise kare cg rojgar panjiyan me add kaise kare cg rojgar panjiyan navinikaran kaise kare cg district court bilaspur cg jobs cg govt job cg hostel warden new vacancy cg forest guard admit card cg sarkari naukri bharti chhattisgarh rojgar panjiyan new update 2024 #cg36news #chhattisgarhlivetv #cgpolicebharti2023 #cggovtjobs #cgnews #chhattisgarhnews #janjgir_champa #durgbhilai #cgjobs #cgforestguard #cgrojgarsamachar

Category

Show more

Comments - 189
  • @
    @yashwantdewangan22043 months ago Bhiyya panjiyan krne ke baad loging kyu nhi khul rh h ab print kaise nikalu. 1
  • @
    @harinarayansingh42853 months ago Purane panjian ka bhi krna padega kya sir jii. 1
  • @
    @Mona_dhruw3 months ago Acha hua bhaiya mai jane wali thi ab mobile me krungi. 1
  • @
    @janupatel79822 months ago Sir mere me to i' d and password hi nahi aaya kiya karu.
  • @
    @OmprakashMalakar-kg4hr3 months ago Iske bad kuch our krna pdhega kya ki itne me rojgar pahiyan ho gya.
  • @
    @davidekka86393 months ago Sir mera panjiya ho gya pr mobile se print ni kar paya
    aab print kaha se karu help me.
  • @
    @pritamdas-zl4pz3 months ago Kal maine rojgar panjiyan ka renuval karvaya iske liye waha ke computer opreter aur adhikari ne purane panjiyan ka fhoto kafi aur original ko manga sath . ...Expand 2
  • @
    @rasnapandey60383 months ago Sir har ek class ke mark sheet ka alag panjiyan nai hoga 10 ka alag 12 ka alag shidha graduation ka krna hai mera graduation complete hai aur sir shirf photo upload karna hai mark sheet upload nai karna hai. 2
  • @
    @manishjoshi19903 months ago Agar koi 10 th class se kam padha hai to kiske hisab se dalna bhai nam.
  • @
    @painkrababuofficialorganiz20193 months ago Jinka expire 24 january ko too renewal kaise hoga.
  • @
    @pushpendrasahu33443 months ago Sir mera name mistake ho gya hai carection nahi ho raha hai.
  • @
    @hireshnishadvlog70943 months ago Navni karan kaise kare btaye bhai please.
  • @
    @saurabh63463 months ago Sir. Name galat ho gya online karne wala galat likh diya hai oo edit nai ho rha h kaise kare edit usko.
  • @
    @krishnatidke57913 months ago Yeh sb karne k baad certificate verification k liye panjiyan office jana pdega ya nhi? Kyuki phele online krne k baad wo printout le kr panjiyan office jana pdta tha certificate k sath. 3
  • @
    @Deads0ul7773 months ago Bhai mere 2023 me navinikaran karwaya tha ab kya is website pe fir se karu ya wahi wala chalega pls bta dena.
  • @
    @user-rj9xm6dk4o3 months ago Sir mera panjiyan prman patr download nai ho paya kya karu please bataiye na login karne par kewal registration no. Bata raha hai.
  • @
    @90sHINDINAGME2.5lakhviews2hour3 months ago Sir documents lekar jana padega kya. Nhi to document me sil sing. Kaise hoga. Please reply. 1
  • @
    @kidslearningclasses65933 months ago Sir surguja se new vacancy nikli hai please pura update diniye na mai bahut dhudi par nahi mila.
  • @
    @PRABHAKARbudek2 months ago Document upload kese kare bhai. Pehle hum krte they to sabhi qualification ka marksheet upload krte they.
  • @
    @ajaysinha54303 months ago Pahle se rojgar panjiyan hai 2012 se 2024 july me navinikaran hai to kaise krna h.
  • @
    @suniltoppo30253 months ago Bro, krakar ja rajgar sine, kya, . Ab 5th, 8th10th, 12th, others add, me,
  • @
    @BV770003 months ago Mera panjiyan to ho gaya but print kr rahi thi to hua ni aur back ho gaya dubara us page ko khol rahi hu to ni khul raha h pls bataiye kya kru pls.
  • @
    @rajendrakaushik36573 months ago Father ka name aur email i' d add nahi hi raha h uske bina submit kerne se please enter father name bata raha lekin mobile se ye dono add hi nahi ho rahi h aaj ke date m.
  • @
    @rameshwarsahu66013 months ago Koi mujhe bata sakta hai ki navnikaran kaise kare.
  • @
    @KurtikaSinha-ef8ev3 months ago Vivahit mahila pita ke naam ki jagah pati ka naam likh sakta hai kya sir.
  • @
    @sudhirkumarvermasudhirkuma57833 months ago Uchch shiksha vibhag me chaprasi aur chaukidar prayogshala ka exam kab hoga sar please bataiye na.
  • @
    @teernga37183 months ago Sir ji suno na b. A final kiye hai to kya dale isme to b. A hons diya hai.
  • @
    @umeshyadav6613 months ago Pita ka name, pin code, email id nahi dal raha baki sa dal gaya kya kare sir.
  • @
    @CgVijendra19943 months ago Ma me art se hindi kiya hu sabject chun liya hu firbhi subject chunne ke liye bol raha h.
  • @
    @bhawanadewangan50123 months ago Bhaiya highest education me gradution kru ki iti steno ko pls reply.
  • @
    @rameshwarsahu66013 months ago Sir nawnikaran kaise kare uska process bataye video upload kre jald hi.
  • @
    @Whatsknowledge3 months ago Sir mera 12 class tak panjiyan ho gya hai ab mai dca ka panjiyan karna chahta hu to kaise kru.
  • @
    @Xposhan3 months ago Renewal aur add quafication ka video banao.
  • @
    @anuragpatel14683 months ago Aur fir se login karna hai to konsa password daale.
  • @
    @RameshKumar-tu8tt3 months ago Married woman apna form/ name kis adhar par fill kare is par ek video banaye.
  • @
    @abhijeetbarman70813 months ago Sir ji mera panjiyan tarik pahle 2018 tha or esi mahine navikaran tha. Lekin mai aaj panjiyan kiya to 19/1/2024 ka date aaya panjiyan tarik me.
  • @
    @bewafajaan39223 months ago Isme niwas pramam patra ka jarurat nhi padega na?
  • @
    @abhijeetbarman70813 months ago Pls sir aap bataiye kya mera naya panjiyan thodina ho gaya.
  • @
    @latakhobragadhe12663 months ago Navinikarn kyse kre eska bi video bnaye sir ji.
  • @
    @Vichardhara20053 months ago Name mistake ho gaya hai edit kaise kare please reply sir ji.
  • @
    @user-mn4iz9ik1l3 months ago Purane website se hua tha to unko fir se new registration krna padega kya?
  • @
    @khemrajdhruw62623 months ago Aadhar card aur marksheet me name alag hai to kya kare.
  • @
    @Mr.Purushottam545_Official2 months ago Mai ba 1year pass hu to kya dalunga bhaiya.
  • @
    @jantram71893 months ago Sudhar kaise kare date of birthday galat ho gaya hai.
  • @
    @vikrantraj79103 months ago Renewal kaise kare panjiyan 2021 ka hai toh.
  • @
    @sanjeevverma14613 months ago Jinka pehle se hua hai.
    unko phir se karna padga kya.
    agar karte hai to naya id ban raha to purane wale ka kya hoga. dono match nhi hoga.
    and purane ke hissab se waristata bhi chale jagyegi abhi ki ho jayegi. Aur 2 saal purani nhi hogi to. Bhatta milne wali category se bahaar ho jayege. To unko bhaatta milega?
    .
    ...Expand 1
  • @
    @leenaverma29783 months ago Sir phle se panjiyan h wo renewal kaise kre please bta dijiye sir.
  • @
    @DharmrajVarma253 months ago Sir birthday galat dal gaya he, sahi kaise kare.
  • @
    @Kirancgvlog3 months ago Navinikaran ka date nikl gya h sir to kya kre.