Duration 9:49

Aina, Aina ai Ali Akbar - Old Nauha from Lucknow

6 812 watched
0
114
Published 8 Oct 2015

Aina-aina Ai Ali Akbar - Old Nauha from Lucknow Anjuman Shaheed e Furat - Lucknow ================== Aina-aina Ai Ali Akbar Thame kamar ko kahte the Sarwar Awaaz do.... Tadap ke Maa ne kaha, Beboyon buka na karo Abhi-abhi mere Akbar ko neend aaye hai Yeh mera laal jahan ko jaga ke soya hai, Ya Hussain Buland kar ke sadayen isse khafa na karo, Ya Hussain Abhi-abhi mere Akbar ko neend aaye hai Yeh meri jaan e tamanna, thaka hai bohut, Ya Hussain Yeh teen roz ka pyasaa, thaka hai bohut, Ya Hussain Na jaag jaye kahin to, kaho buka na karo Abhi-abhi mere Akbar ko neend aaye hai Pahen ke apne Lahu ka libaas aaya hai, Ya Hussain Na xxxx yeh le lay, Paas aaya hai, Ya Hussain Maqaam-e-fikr hai, ro-ro ke tum gila na karo Abhi-abhi mere Akbar ko neend aaye hai Tamaam raat ibadat ko yeh bhi jaaga hai, Ya Hussain Woh pure shukr-e-shahdat ko yeh bhi jaaga hai, Ya Hussain Lagi hai aakh, pareshan, ise zara na karo Abhi-abhi mere Akbar ko neend aaye hai Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain, Ya Hussain ===== Please Comment / Like / Share / Subscribe. You can download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from: https://archive.org/details/BayaazOfOldNohay Please Like my Official Facebook Page : https://www.facebook.com/OldNohay #OldNohay #NohaWordings #LucknowNauhas #LucknowAnjuman #QadeemiNauha #NauhaLyrics

Category

Show more

Comments - 6