Duration 6:32

Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga | | Divya Shakti (1993) | | Kumar Sanu, Alka Yagnik | | Jhankar Song

4 042 watched
0
25
Published 28 Jun 2023

Aap Ko Dekh Kar Humko Aisa Laga || Divya Shakti (1993) || Kumar Sanu, Alka Yagnik || Jhankar Song #payalmusicbeats Movie/album: Divya Shakti Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu Song Lyricists: Sameer Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod Starring: Ajay Devgan, Raveena Tandon, Satyendra Kapoor Release on: 19th February, 1993 ________________________________________ SONG lyrics : 👇 Aap ko dekh kar Aap ko dekh kar humko aisa laga Jaise humko nai zindagi mil gayi O meri dilruba rab se maangun main kya Humko saare jahan ki khushi mil gayi Aap ko dekh kar Aap ko dekh kar humko aisa laga Jaise humko nai zindagi mil gayi O meri dilruba rab se maangun main kya Humko saare jahan ki khushi mil gayi Aap ko dekh kar Aisa chehra haseen humne dekha nahin Aap jaisa koi na zamane mein Hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa Humko sadiyan lagin jisko paane mein Aisa chehra haseen humne dekha nahin Aap jaisa koi na zamane mein Hai wohi woh adaa, hai wohi woh wafa Humko sadiyan lagin jisko paane mein Jaan-e-adaa jaan-e-wafa door na jana Aap ko dekh kar Aap ko dekh kar humko aisa laga Jaise humko nai zindagi mil gayi O meri dilruba rab se maangun main kya Humko saare jahan ki khushi mil gayi Aap ko dekh kar Karein kaise adaa rab ka hum shukriya Hum use ab kabhi na bhulayenge Ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam Vaada kar ke sanam hum nibhayenge Karein kaise adaa rab ka hum shukriya Hum use ab kabhi na bhulayenge Ab na todenge hum pyaar ki yeh kasam Vaada kar ke sanam hum nibhayenge Humne to seekha hai sada saath nibhana Aap ko dekh kar Aap ko dekh kar humko aisa laga Jaise humko nai zindagi mil gayi O meri dilruba rab se maangun main kya Humko saare jahan ki khushi mil gayi Aap ko dekh kar Aap ko dekh kar.

Category

Show more

Comments - 1